Showing posts with label Kumar Shanu. Show all posts
Showing posts with label Kumar Shanu. Show all posts

Chori Chori jab nazrein mili (Kareeb)

Chori chori chords with Em Scale..


Intro: Em D C Em
Beat: Waltz (Down, Down up Down up)


|Em| |C| |Em| |Em|

|Em| |C| |D| |D|

|D| |Bm| |D| |D|

|D| |A| |C| |G| |Em| stop at Em with Roll


Try it...

chords for Tu pyar hain kisi aur ka.

Chords for Tu pyar hain kisi aur ka
Dil hain ki manta nahin
Singer: Kumar Saanu, Anuradha paudwal



F#m......................A..
Tu pyar hain kisi aur ka
......E...................F#m..
Tujhe chaahta koi aur hain
.....A.................Bm....F#m..
Tu pasand hain kisi aur ki
..Bm...........E............F#m..
tujhe maangta koi aur hain
Tu pyar hain....


F#m..............................
Kaun apna hain, Kya beganaa hain
..............A......................
Kya haqueeqat hain, kya fasaana hain
..........Bm...............F#m....
Ye zamaane main kisne jaana hain
..........F#m.................A..
Tu nazar mein hain kisi aur ki
.....E..................F#m..
Tujhe dekhta koi aur hain...
Tu pasand hain...



Rest same as first one...
Pyar mein aksar aisa hota hain
koi hansta hain, koi rota hain
koi paata hain, koi khota hain
Tu jaan hain kisi aur ki
Tujhe jaanta koi aur hain
Tu pasand hain....




Sochti hoon main, chup rahun kaise
Dard dil ka ye main sahun kaise
Kashamkash mein hun, ye kahun kaise
Kashmkash mein hun, ye kahun kaise
Mera humsafar bas ek tu
Nahi dushra koi aur hain
Tu pasand hain......

chords for Har kisi ko nahin milta: Jaanbaaz

chords for Har kisi ko nahin milta
Movie: Jaanbaaz (1986)
Singer: Sadhna Sargam, Manhar udhas
Music: Kalyanji-Anandji


E D F E
Har Kis ko nahin milta, yahan pyaar zindagi mein
A Am E
Khushnaseeb hain woh jinko hai mili yeh bahar zindagi mein


Para:
E F E
Hoto se hot milein na bhale, chahe mile na bahi bahon se
E F E
Do dil zinda rah sakte hain, chahat ke bhare nighaon se,
A E
Chahat ke bhari nighaon se.


rest is same....

Chords for Ek ladki ko dekha to: 1942 a love Story

Chords for Ek ladki ko dekha to aisa laga
Movie: 1942 a love story
Singer: Kumar sanu


A#
Ek ladki ko dekha to aisa laga.....
.A#
Ek ladki ko dekha to aisa laga
..A#.........D#..
jaise khilta gulab
..A#..........D#..
jaise shaayar ka khawaab
..A#..........D#...
jaise ujli kiran
..A#...........D#...
jaise ban main hirann
..D#...
jaise chaandni raat
jaise narmi ki baat
........F..
jaise mandir main ho ek
jalta diyaaaa.......
A#.
ho.....


Ho Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Jaise Subahon Ka Roop
Jaise Sardi Ki Dhoop
Jaise Veena Ki Taan
Jaise Rangon Ki Jaan
Jaise Balkhaaye Bel
Jaise Lehron Ka Khel
Jaise Khushboo Liye Aaye Thandi Hava
Ho Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga

Ho Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Jaise Naachta Mor
Jaise Resham Ki Dor
Jaise Pariyon Ka Raag
Jaise Sangdal Ki Aag
Jaise Sola Sighaar
Jaise Rasti Fuhaar
Jaise Aahista Aahista Badhta Nasha
Ho Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga .

chords for pyar ko ho jaane do: Dushman

Chords for Pyar ko ho jaane do
Movie: Dushman
Singer: Lata mangeshkar, Kumar saanu



..F#............B...F#, ..F#............B..F#..
Pyar ko ho jaane do, pyar mein kho jaane do
.....D#m............Bb, ...C#............
Aeibaar kiska hain, intzaar kiskaa hain
..F#.............., C#......................
Abhi na hua to, phir kabhi nahi, kabhi nahi
F#..
Pyar ko......


(stanza 1)
F#.............................B(nahi)....
Pyar ke beech mein, hum nahi aayenge
...F#............................B(chale)......
Jis taraf le chala dill, chale jaayenge
..D#m.................,..C#.............
Chain sa aa gayaaa, yun laga dil gaya
.F#........................C#..........C#...
Abhi na gaya to phir kabhi nahi, kabhi nahi
Pyar ko ho jaane do...


(Rest is same as above)
Mujhko aankhon se dil, mein utar jaane do
kuch bigad jaane do, kuch sanwar jaane do
Ek bahana bane, ek fasana bane
Abhi na hua to phir kabhi nahi kabhi nahi
pyar ko ho jaane do..


Aaj kal phir kabhi, phir kabhi baad mein
Baatein rah jayengi, yaad hi yaad mein
O jo nahi kahaa, jo nahi kiya
abhi na kiya to phir kabhi nahin kabhi nahin

chords for Rimjhim rimjhim from 1942 A Love Story

Chords for Rimjhim Rimjhim
Movie: 1942 A Love Story
Kumar Saanu.



Am
rim jhim rim jhim
G
rum jhum rum jhum
F
bheegi bheegi rut mein
Am E
tum hum humtum

E Am E Am
chalte hain....chalate hain

Am C Am C
bajtaa hai jaltarang ped ke chhat pe jab
Am C G
motiyon jaisa jal barse
G
boondon ki ye jhadi laai hai wo ghadi
F Am
jiske liye hum tarse, ho ho ho rim jhim rim jhim


Am C Am C
badal ki chaadarein odhe hain vaadiyaan
Am C G
saari dishaayein soi hain
G
sapno ke gaaon mein bheegi si chhaanv mein
F Am
do aatmayein khoi hain
Am C Am C
aai hain dekhne jheelon ke aaine
Am C G
baalon ko khole ghatayein
G
raahein dhuaa dhuaa jaayenge hum kahaan
F Am
aao yahi rah jaayein


rim jhim rim jhim rum jhum rum jhum
bheegi bheegi rut mein, tumhum humtum
chalte hain....

Chords for Sochenge tumhein pyar from Deewana (Kumar Shaanu)

Chords for Sochenge tumhein pyaar
From Deewana (1992)
Kumar Sanu
Music by Nadeem shravan



D...............E D..A, ..D....E....D.
Sochenge tumhein pyar.rr karen ke nahin
(try E..AD for pyar-rr)

.....D........E.D.A....D....E.....D.
Ye dil baquaraaaar karen ke nahin
.D......................, ...................E.......
yaadon mai basaya tumko, khawabon mai chhupaya tumko
..E.........D.........A.., D.......E.D...
Miloge hamein tum jaanam, kaghin na kahin
D...............E.D..A, ..D...E....D...
sochenge tumhe pyaaar karen ke nahin


D.....E..D...A......D...A....D...
Tum ho khilta mahkaa sa kamall
D....E..D....A.....D.....A....D..
Hum jo gaaye tum ho wo ghazal..
D........E......D........
Kamsin bhola sa mukhada
D............E.........D......
lagti ho chaand ka ek tukada
A.......E.....................D..(A)..
Tumsa nahin hai koi pyaara sanam.mm
A.........D..E..D..
Pyaaara Sanam..
Sochenge tumhe pyaar-rr karen ke nahin.


(2nd versa same as the first one)
jis tum tumko dekhenngi nazar
Jaane dil par hoga kya aasar
Rakhkhenge tumko nigahon mein
Bhr lenge tumhein bhaho main
Zulphon ko hum suljhayenge
ishq main duniya bhulayenge..
Ye bequarari ab to hogi na kammmm
Hogi na kamm
Sochenge tumhein pyar..rr, karen ke nahinm..
Ye dil bequarar karen ke nahi.

chords for Zara Tasveer se Tu (Pardes)

Chords for Zara tasveer se tu
From Pardes
Singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu...




Am, E
Kisi Roz tumse Mulaquat hogi
Am, E
Meri jaan us din, Mere saath hogi
Am.............G., Am.............G..
Magar kab najaane, wo barsaat hogi
.................F.................E..
Mera dil hai pyasaa, mera dil akela
Am......F.......G.., Am.......F......G..
zara tasveer se tu, Nikal ke saamne aa
E..........G.Am
Meri Mehbooba
Am.........F......G,...Am........F.....G...
Meri taqdeer hai tu, Machalke saamene aa
E..........G.Am
Meri Mehbooba
Am.........G, ............F.., F.......G..E.., E.......G.Am
Meri mehbooba, Meri mehbooba, Meri mehbooba, Meri Mehbooba
E.........G.Am
Meri Mehbooba

With the sequnce of Am
Am G F....
O Bla Dee Dee Dee
O Bla Da Da Da
O Bla Do Do Do
What To Do

O Bla Dee Dee Dee
O Bla Da Da Da
O Bla Do Do Do
We Love You


Am............E., ..E..............Am..
Nahi yaad kabse, Magar mai hoo jabse
Am................E.,..E.............Am...
Mere dil mein teri, Mohabbat hai tabse
Am..............F...,Am...........F.....
Main shayar hun tera, Tu meri ghazal hai
..G.................E.....Am....
Badi baquaraari mujhe aajkal hai
..G.................E.......Am.....
Badi baquaraari mujhe aajakal hai

zara tasveer se .......mehbooba....



Jaane Kahan Se Lo Aa Gayi Hai vo

O Bla Dee Dee Dee
O Bla Da Da Da
O Bla Do Do Do
We Love You


Bhala Kaun Hai Vo Humein Bhi Bataao
Ye Tasveer Uski Humein Bhi Dikhaao
Ye Kisse Sabhi Ko Sunaate Nahin Hain
Magar Doston Se Chhupaate Nahin Hai
Chhupaate Nahin Hai
Tere Darde Dil Ki Dava Hum Karenge
Na Kuchh Kar Sake To Dua Hum Karenge
Na Kuchh Kar Sake To Dua Hum Karenge
Dua Hum Karenge
Tadap Kar Aayegi Vo
Tujhe Mil Jaayegi Vo
Teri Mehbooba
Teri Mehbooba Teri Mehbooba
Teri Mehbooba Teri Mehbooba
Teri Mehbooba

Kisi Roz Tumse Mulaakat Hogi
Meri Jaan Us Din Mere Saath Hogi
Magar Kab Na Jaane Ye Barsaat Hogi
Mera Dil Hai Pyaasa
Mera Dil Akela
Zara Tasveer Se Tu Nikalke Saamne Aa
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba Meri Mehbooba
Meri Mehbooba Meri Mehbooba
Meri Mehbooba

Kisi roz tumse from pardesh: Kumar Saanu

Zara Tasveer se tu from Pardesh
Kumar Sanu
Scale Am
Try this.....


Am Em Am
Kisi roz tumse mulaquat hogi
Am Em Am
Meri jaan us din mere saath hogi
Am G, G F Am
Magar kab najaane, wo barsaat hogi
Am G F Am
Mera dil hai pyaasa Mera dil akela
Am F E Am F E Am
Zara tasweer se tu, nikalkar saamne aa

Meri Mehbooba, Meri mehbooba, Meri Mehbooba
Meri Mehbooba Meri Mehbooba...aa Meri Mehbooba...

Chords for Dil hain ki manta nahin: Dil hai ki manta nahin

Movie Name: Dil Hai Ke Manta Nahin(1991)
Lyric Name: Dil Hai Ke Manta Nahin
Lyricists: Faaiz Anwar
Music Director: Nadeem Shravan
Singer(s): Kumar Sanu and Anuradha Paudwal
Chords for Dil hai ki manta nahin...


E D E
Dil hai ki manta nahin x2
E D
Mushkil badi hai rasmein mohabbat
A D
Yeh jaanta hi nahin


E, D E
ooo, dil hai ki manta nahin
E D E
Dil hai ki manta nahin
E D
Ye bequaraari kyun ho rahi hai
A D
Yeh jaanta hi nahin

E D E
ooo, dil hai ki manta nahin
E D E
Dil hai ki manta nahin


E D
Dil to ye chaahe har pal tumhe hum
A E
Bas yuhin dekha kare
E D
Marke bhi hum naa tumse juda ho
A E
Aa kuch aisa karen
E D
Mujh mein samaa jaa, aa paas aa jaa
A E
Humdam mere humnasheen

Dil hai ki manta nahin....

(para 2, same as previous one)
Teri vafaaye, teri mohabbat
Sab kuch hai mere liye
Tune diya hai nazraana dil ko
Hum to hai tere liye
Yeh baat sach hai, sab jaante hai
Tumko bhi hai yeh yakeen

Dil hai ki manta nahin x2
Mushkil badi hai rasme mohabbat
Yeh jaanta hi nahin
Dil hai ki....

Baadalon mein chhup raha: Phir teri kahani yaad aayi

Movie: Phir Teri Kahani Yaad Aaye
Music-Director: Anu Malik
Singer: Alka yagnik, Kumar sanu

Intro in Dm, C, A#, Dm A
Aha, aha, mm hm hm hm hm hm
Hey, ha ha, ha ha

Dm-----------------------------------C
Baadalon mein chhup raha hai chaand kyoon
C---------------------------Dm
Apne husn ki zaya se poochh lo
Dm---------------------------C
Chaandni padi hui hai maand kyoon
A----A#---C-------------Dm
Apne hi kisi ada se poochh lo
(repeat)
Baadalon mein chhup raha hai chaand kyoon
Apne husn ki zaya se poochh lo
Chaandni padi hui hai maand kyoon
Apne hi kisi ada se poochh lo


Stanza1:
Dm---------------------------------C
Meri hasraton pe bekhudi si chhaa gayi
C---------------------A#---C----Dm
Tumko dekhkar nigaah ladkhadaa gayi (in ladkhadaa C in last daaa)
Dm---------------------------------C
Meri hasraton pe bekhudi si chhaa gayi
C---------------------A#---C----Dm
Tumko dekhkar nigaah ladkhadaa gayi - 2
Dm------A#-C------Dm
Nigaah ladkhadaa gayi
Nigaah ladkhadaa gayi

Dm-----------------------------------C
Ho raha hoon main nashe mein choor kyoon
C--------------------------Dm
Jhoomti hui faza se poochh lo
Dm--------------------------C
Ho raha hai bet yeh suroor kyoon
A-----A#--C------------------Dm
Meri zulf ki ghata se poochh lo

Baadalon mein chhup raha hai chaand kyoon
Apne husn ki zaya se poochh lo
Chaandni padi hui hai maand kyoon
Apne hi kisi ada se poochh lo

Stanza2: Same as above
Door mujhse gham hai aur khushi kareeb hai
Aaj mera pyaar kitna khushnaseeb hai
Door mujhse gham hai aur khushi kareeb hai
Aaj mera pyaar kitna khushnaseeb hai - 2
Kitna khushnaseeb hai
Kitna khushnaseeb hai
Jhoomta hai mera ang ang kyoon
Apni rooh ki sada se poochh lo
Baj rahe hai dil mein jaltarang kyoon
Geet chhedti hawa se poochh lo

Baadalon mein chhup raha hai chaand kyoon

Hm, apne husn ki zaya se poochh lo
Chaandni padi hui hai maand kyoon
Apne hi kisi ada se poochh lo

Humko sirf tumse pyaar hai: Barsaat

Am
Hum Ko sirf tum se pyar hai

G----------------Am
Hum Ko sirf tum se pyar hai

Am
Kahea rahi hai dil ki bekhudi

G--------------------Am
Bas tumhara intezaar hai



Am
Dhoonte hain hum
---------------G
tumko dar badar
G
jaane kab kaha miloge
--------------Am
hum se ham safar
Am
Kaisi dooriyaan
G
kaisa faasla
------------------Am
Hum yahaan pe aaye sun ke
G
pyaar ki sada
Am---------------G-------------------Am
Ab na ---------tumse------------ door honge hum

(similar as humko sirf tumse pyar hain)
Tumpe dil kya jaan nisaar hai
Tumpe dil kya jaan nisaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai



(rest is same as above)
Jaagte rahe hum to raat bhar
Ek lamha ek pal bhi soyi na nazar
Jaagte rahe hum to raat bhar
Ek lamha ek pal bhi soyi na nazar
Tum nigahon mein, tum khayal mein
Haal hai bura humara aise haal mein
Youn to humpe na karo sitam

Humko tumpe aitbaar hai
Humko tumpe aitbaar hai
Keh rahi hai dil ki bekhudi
Bas tumhara intezaar hai

Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai

Keh rahi hai dil ki bekhudi
Bas tumhara intezaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai

Jab koi bat bigad jaaye: Jurm(Kumar Sanu)

Hindi Movie: JURM
Singer(s): KUMAR SANU & SADHANA SARGAM



G _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ Em_ _ _ _ _ C
jab koi bat bigad jaaye, jab koi mushkil pad jaye
_ _ _Am_ _ _ _ _ D_ _ _ _ _ _ _ G
tum dena saath mera, o hum nawaaa

G _ _ __ _ _ _ _ _ _ _ _ Em_ _ _ _ _ _ _ _ _ _C
na koi hai naa koi thaa, jindagi main tumhare sivaa
_ _ _Am_ _ __ _D_ _ _ __ _ _ __ G
tum dena saath mera, ooo humnawaaaaaaa.


(stanza 1)
G_ __ _ _ _ _ __ _ _ _ _ _ Em_ _ _ _ _ _C
ho chandani jab tak rat, deta hai har koi sath
_ _ _Am_ _ _ _ _ _ _D_ _ _ _ _ _ _ __ _ _ _ G
tum magar andhere main, naa chorna mera hanth
G_ __ _ _ _ _ __ _ _ _ _ _ Em_ _ _ _ _ _C
ho chandani jab tak rat, deta hai har koi sath
_ _ _Am_ _ _ _ _ _ _D_ _ _ _ _ _ _ __ _ _ _ G
tum magar andhere main, naa chorna mera hanth



(Similar chords for the rest song)
Jab koi ------ humnawaaz


Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein


Jab koi ------ humnawaaz


Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin
Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin



Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz
Tum dena saath mera o humnawaaz


Hi friends...enjoy the chords....

Dheere dheere se: Ashiqui

G#m F#
Dheere dheere se meri Zindagi main aana.
G#m
Dheere dheere se dil ko churana.
G#m F#
Tumse pyar hame hai kitna jaane jaana.
G#m

Tumse mil kar tum ko hai batana.... x 2 times.



G#m F#
Jabse tujhe dekha dil ko kahin aaram nahin.
G#m
Mere honton pe ek tere siwa koi naam nahin.


G#m F#
Aapna bhi halat tumhare jaisa hai saajan.
G#m
Bas yaad tujhe karte hain aur koyi kam nahin.
G#m F#
Ban gaya hun main tera deewana.
G#m
Dheere dheere se dil ko churana.
G#m F#
Oohh dheere dheere se meri zindagi mein aanaaa.
G#m
Dheere Dheere se dilko churana.



G#m F#
Tune bhi aaksar mujhko jagaya raaton mein.
G#m
Aur neend churayi meethi meethi baaton mein.



G#m F#
Tune bhi beshaak mujhko kitna tarpaya.
G#m
Phir bhi teri har ek ada pe yaad aya.
G#m F#
Aaja Aaja aab kaisa sharmaanaa. ;)
G#m
Dheere dheere se dil ko churana.

G#m F#
Oohh dheere dheere se meri zindagi mein aanaaa.
G#m
Dheere Dheere se dilko churana.
G#m F#
Tumse pyar hame hai kitna jaane jaana.
G#m
Tumse mil kar tum ko hai batana.... x 2 times.
G#m F#
Oohh dheere dheere se meri zindagi mein aanaaa.
G#m
Dheere Dheere se dilko churana


Enjoy da....please make comments.....

Tere dar par sanam: Phir teri kahani yaad aayi

Tere dar par sanam
Kumar sanu
Film: Phir teri kahani yaad aayi


Em Am D Em
Tere dar par sanam chale aaye

Am D Em
Tu na aaya to hum chale aaye

Am D Em
Chale aaye, chale aaye

Em Am D Em
Tere dar par sanam chale aaye

Am D Em
Tu na aaya to hum chale aaye




(stanza1)
G
Bin tere koi aas bhi na rahi

A Em
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi

(chords filler)
Em A G D

G
Bin tere koi aas bhi na rahi

A Em
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi

G D
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi

Am D Em
Ladkhadaaye kadam, chale aaye

Am D Em
Ladkhadaaye kadam, chale aaye

Am D Em
Chale aaye, chale aaye

Em Am D Em
Tere dar par sanam chale aaye

Am D Em
Tu na aaya to hum chale aaye




(stanza2)
G
Isse pehle ki hum pe hasti raat

A Em
Ban ke nagin jo humko dasti raat

G
Isse pehle ki hum pe hasti raat

A Em
Ban ke nagin jo humko dasti raat

G D
Ban ke nagin jo humko dasti raat

(chords fille)
Em Bm Em

Am D Em
Le ke apna bharam chale aaye

Am D Em
Le ke apna bharam chale aaye

Am D Em
Chale aaye, chale aaye

Em Am D Em
Tere dar par sanam chale aaye

Am D Em
Tu na aaya to hum chale aaye

Em Am D Em
Tere dar par sanam chale aaye

Am D Em
Tu na aaya to hum chale aaye

Ab tere bin: Ashiqui

Singer: Kumar Sanu
Film: ashiqui
(chords)

A--------F--Dm-------A--
Ab tere bin ji lenge ham
A-------F---------Dm-------A--
Zahar zindagi kaa pi lenge ham
A--------------------G-----A-
Kyaa huaa jo ek dil tuut gayaa
A-------------------G---F----A
Kyaa huaa jo ek dil tuut gayaa

Ab tere bin ji lenge ham
Zahar zindagi ka pii lenge ham


A--------------------D--------A-
Teri aashiqi bhi ye kyaa rang lai
A--------------------D---------A-
Vafaa maine kii tuune kii bevafaai
A------------E--------A-----------E-----
Meri bhuul thii main ye kyaa chahataa thaa
A----------E---G----F--------A------
Kisii bevafaa se vafaa chahataa thaa
A-------G-------A--
Tu jane kyaa beqaraarii
A--G------A--
Bedard, bemuravvat
A-----G-------A--
Jaa sangadil hasinaa
A------G------A---
Dekhii teri muhabbat
A--------G------A------FF--A
Ab maine jaanaa tujhako beraham


A-------F----Dm-----A--
Ab tere bin ji lenge ham
Zahar zindagi ka pii lenge ham


(rest is as above para)

Sanam toD detaa muhabbat ke vaade
Agar jaan jaataa main tere iraade
Kise mainne chaaha
KahaaN dil lagaayaa
Main naadaan thaa kuchh samajh hii na paayaa
Mere aaNsuon ke motii
AaNkhon se bahataa paanii
Mere tuute dil ke TukaDe
Tere pyaar kii nishanii
Kaise main bhuluungaa tere sitam

Ab tere bin ji lenge ham
Zahar zindagi kaa pii lenge ham
Kyaa huaa jo ek dil tuut gayaa
Ab tere bin ji lenge ham
Zahar zindagi ka pii lenge ham
Ji lenge ham


Rock...Please make ur comments and share chords to make better...