Chords for Ek pyaar ka nagma hai

Chords for Ek pyaar ka nagma hai
Movie: Shor(Manoj kumar, Nanda) 1972
Music: Laxmikani pyarelal
Lyrics: Mazrooh Sultanpuri
Singer: Mukesh, Lata ji..

One of most hit of 70's, with touchable lyrics....very sweet n calm mood...


C...............Am..C., C............Am..C..
Ek pyar ka nagma hain, maujo ki ravani hain
Ek pyar ka nagma hain, maujo ki ravani hain
...........G........F......
Zindagi aur kuch bhi nahin,
........G.....C.......
Teri meri kahani hain....


.C......G..............C..
Kuch paakar khonaa hain
..........G.........C...
Kuch khokar paana hain
.Bb................F, ..Am...........C..
Jeewan ka matlab to, aana aur jaana hai
C...............Am.C,..C.........Am....C..
Do pal ke jeewan se, ek umra churani hain
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahani hain....


(Rest is similar like above)
Tu dhaar hai nadiya ki
Mai tera kinaraa hun
Tu mera sahara hain
Main tera sahara hun
Ankhon mein samandar hain
Ashaaon ka paani hain
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahani hain....
Ek pyar ka nagma hai


Toofaan to aana hain
aakar chale jaana hain
Baadal hai yeh kuch pal ka
Chhakar dhal jaana hai
Parchhaaiyan rah jaati
Rah jaati nishani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri meri kahani hain...

Ek pyar ka nagma hai.....

No comments:

Post a Comment