Jaanewaalo zara mud ke dekho zara: Dost(1964)


Chords for Jaanewaalo zara from Dosti(1964)

Sung by legendry singer Rafi sahaab, from the super duper hit of 60's "Dosti", story of friendship between Ramnath, physically challenged by losing his left leg and Mohan, a blind. It is the only movie of indian cinema "Bollywood" having such biggest hit without a heroine. Broken many records and biggest musical hit of 60's as well.


Jaane(A)waalo zara mud ke (D)dekho mujhe

Ek (E)insaan hun, main (A)tumhari tarah,

Jis(A)ne sabko racha, apne (D)hi roop se

Uski (E)pehchaaan hun, main (A)tumhaaariee tarah....
Jaanewaalo zara...



(A)Is aa(F#m)nokhe ja(A)gat ki main (E)taqdeer (A)hun

Main vi(F#m)dhaataa k (A)haatho ki (E)tasveer (A)hun.

(A)Ek (E)tasveer (A)hun..

(A)Is jahaan ke liye, dharti (D)maa ke liye

Shiv ka (A)vardaan hun, main (A)tumhaariee tarah...
Jaanewaalo zara...


(Rest same as above)..
Man ke andar lagaaye milan ki lagan
Apne suraj se hoon, ek bichhdi kiran
Ek bichhdi kiran
Rah raha hun bhatakta, main yahaan se wahan
Aur pareshaan hun, main tumhaarrii tarah..
Jaanewaaalon zara...



Strumming Pattern:
Down Down up, Down Down Up, Down| Down Down up, Down Down Up, Down|....
Suggestions and corrections, Comments are most welcome...

No comments:

Post a Comment