Mere Bina : Crook (2010)

Chords for Mere Bina
Movie: Crook (2010)
Music: Pritam chakraborthi
Lyrics: Kumar
Singer: Nikhil Dsouza


F#m.-----------------Bm----------------------
Mere Bina mein rehne laga hun
G.-----------------------------------------------
teri hawaon mein behne laga hun
F#m.------------------Bm------------
jaane mein kaise tera hua hun
G.------------------------------------------------- E----------------------
mujhe to lagta hai main shayad tere dil ki dua hun haan
D.------A----G--------
tujhko jo paaya ahaan
D.---A.---G.---
to jeena aaya
Bm---------------------------------------------------------G---------------------------------Bm
ab ye lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaye hum dono ke darmiyaaan
D------A----G-----
tujhko jo paaya ahan
D.------A.--G--
to jeena aaya
Bm.----------------------------------------------------------.G.-----------------------------------Bm
ab ye lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaaan..



D.-----------------.Bm.--------------
teri nazar me nayi si adaa hai
G.--------------------------.A.---------
naya sa nasha bhhi ghula hai
D.-----------------.Bm.---------------------
kayi dino se bandha tha baadal jo
G.-----------------------.A.---------
tere hi baalon me khula hai
G.----------------.D.-----------------
teri hadon me meri basar hai
G.-------------
ab tujhe bhi
E.----------------
jana kidhar hai
D-------------------G--------------------
jahan rahe tu main wo jahan hun
F#m.--------------G------------------
jise jiye tu main wo sama hun
A.---------------------G----------
teri waja se naya naya hun
G.---------------------------------------------E--------------------------
pehle kaha na maine ab ye tumse kehne laga hun ...aaa
D.------.A.----.G.------
tujhko jo paaya ahan
D.------.A.--.G.
to jeena aaya

No comments:

Post a Comment