Chords for Main jaa rahoon (Namaste London)

Main jaa rahoon
Album/movie: Namaste London
Artist: Rahat fateh ali khan




F, Gm
mai jahan rahooon, main kahin bhi rahoon
..C F
teri yaaad saath hai
F, Gm
kisi se kahoon,ke nahi kahoon
...C, F
yeh jo dil, ki baat hai
.F, Gm C
kehne ko saath apne, ek duniya chalti hai
F Gm C
par chupke is dil mein tanhaai palti hai
F Gm F
bas yaad saath hai
F Gm F
teri yaaad saaaath hai
..A# C F
teri yaaaaaaad saaath hai x2
main jahaan rahoon
main kahin bhi hoon
teri yaaaaaad saaaath hai



F A#
kahin to dil mein yaadon ki
C F
ek shuuli gad jaati hai
F, A#, C F
kahin har ik tasveer bahut hi, dhundli par jaati hai
F, A#, C F
koi nayi duniya ke naye, rangon mein khush rehta hai
F A# C F
koi sab kuch paake bhi yeh, mann hi mann kehta hai
kehne ko saath apne ek duniya chalti hai
par chupke is dil mein tanhaai palti hai
bas yaaad saaath hai
teri yaaad saaaaath hai
teri yaaaad saaaaaath hai x2


(similar to first one)
kahin to beete kal ki jadein dil mein hi utar jaati hai
kahin jo dhaage toote to malaayen bikhar jaati hain
koi dil mein jagah nayi baaton ke liye rakhta hai
koi apni palkon par yaadon ke diye rakhta hai

kehne ko saath apne ek duniya chalti hai
par chupke is dil mein tanhaai palti hai
bas yaad saath hai
teri yaaaaaad saaath hai
teri yaaaaaad saaath hai x2

No comments:

Post a Comment