Ghar se nikalte hi: Papa Kahte Hain

Movie : Papa Kahte Hain
Music Director : Rajesh Roshan
Singer(s) :Udit Narayan

E--------------------G#m---------B------
Ghar se nikalte hi, kuch door chalte hi
E-----------B---------E--
raste main hai uska ghar,

--E----------------
kal subah dekha to
G#m-----B---------E----------B-------E
baal banati vo, khidki main aayi nazar
Ghar se nikalte hi ..


E---------C#m, C#m--------E--
Masoom cheha, neechi nigahain
E----------C#m, C#m--------E--
bholi se ladki, bholi aadayan
F#---------E-,E--B---E------
Na apsara hai,na vo pari hai
B-------------,--E----------
lekin yeh uski, jadoogari hai
E----------------,--G#m-----B--------
deewana kar de vo, ik rang bhar de vo
E-----------B------E--
sharma ke dekhe jidhar.

ghar se nikalte hi...


(similar to first stanza)
Karta hoon uske, ghar ke main phere
hansne lage hain, ab dost mere
sach kah raha hoon, uski ki kasam hai
main phir bhi khush hoon, bus ek gam hai
jisse pyaar karta hoon, main jispe marta hoon
usko nahi hai khabar.
ghar se nikalte hi...

Ladki hai jaise, koi paheli
kal jo mili mujhko, uski saheli
maine kaha usko, jake yeh kahna
achha nahi hai, yoon door rahna
kal shaam nikle vo, ghar se tahelne ko
milna jo chahe agar.
Ghar se nikalte hi ...

No comments:

Post a Comment